Kuch to baat hai teri in aakhon me
Jab bhi dekhu bas kho si jaati hu
Ye lamhaa ye pal Kuch pal ko ruk sa jata hai
In sanson ko chalne ka ek bahana mil sa jata hai
Tumhare dil ki sachhai tumhari aakho se jhalakati jo hai
Jab jhapakti hain na tumhari palke , to lagta hai kuch kehna sa chahti hain mujhse
Sayad yahi ki ye bhi meri aakho me kuch pal ko khona chahti hain
Haan bo baat nhi meri in aakho me , ki tum in par dil har baitho
Par dekhoge agr dhyan se surat tumhe tumhari hi dikhegi ....
Kuch kalpanik baate 🌸