Sameer

Qismat...

\"Khaab sa talaasha jisey,

Wo haqeekat se ja miley...

Jo qismat me na hue,

Wo qismat se aa miley...

Milna bhi unka khaab sa,

Reh gaya toota hua...

Juda ho kar bhi na hue,

Aur mil Kar bhi na mile...\"