Sameer

\"Teri tasweer\"

Kyu dekhta hu main,

Teri tasweer baar baar,

Khayaal me tumhi ho,

ya hai ye nazron ke bukhaar,

Bukhaar bhi hai aisa,

ke dawaa bhi na lage,

Dua bhi na lage,

 na jaane kaisa hai khumaar...