Sameer

\"Ek khwahish meri\"

...

\"Apni har baat ko uske hontho se manwana,

ek khwaish meri aur uska poora kar jana,

bus is ke siwa kya samajh aata hai mujhe,

uske qareeb aana aur bus usi ka ho jana\"

...