introspection

Kon hu mai ...

Kon hu mai  dost , pyaar ya  sirf ek insaan irada to dosti ka bhi nahi tha lekin ye Dil pyaar kar baitha.. mana ki pyaar k ijhar bhi  maine hi kiya tha wo alag baat hai tune inkar kar diya .. ha malum hai mujhe hum dono ne raatein gujari thi sath ... Kya kru us raat k jo tujhe  mera hokr bhi mera na hone  diya  ... Kon hu mai dost , pyaar ya sirf ek insaan..