itscreator

zindagi

Jindagi Nahin Hai assan yah Jaanta Hai Har Insan Chahe Koi Bhi Ho Budhe bacche ya Jawan mehnat ka fal Hai Milta tabhi to Kichad Mein Kamal Hai khilta 
per yah Paisa Aur Kanoon mehnati se uski Roti Hai Chinta 
ummidon Ki Hai Aas ma ko Uske  bacchon Se
 Na Jaane tu uski aas Har baar kyun hai todta padh  likhkar Ban Ja navab 
tbh ji  Bhar Ke kha lena Momo Kabab
 phone Ka Kida Hai Tu Na Jaane likh Tere Liye kaun sa HIT hai banaa 
kitabon Ka agr kida Hota Ma ke budhape Ka Sahara Ban pata 
to be continued~~