Amartap

Yaad!

Har lamha tum yaad aaaate ho lekin kyu
 
Pyaar hai lekin jataate gusse se ho lekin kyu
 
Jabki han dono mante hai kismat ne hame milaaya hai
 
Har din juda hone ki baat karte ho lekin kyu
 
Tum upar wale ka ek nek tohfa ho meri jindagi me
 
Wo tohfa har pal apna vazood dhundhta hai lekin kyu
 
Aankhe bundh karke meri aankho me dekho
 
Har kyun ka jawaab tumhe khud ba khud mil jayega
 
Kabhi aankhe bundh kar ke mujhe nahi dekhte lekin ky