artist1901

sangharsh aur sapne

girna uthna uthna girna gir kr uthna uth kr chalna;

jeevan ka yaa hissa hai ;

jane he anjane mai kuch aisa he mera kissa hai ;

aankho ma kai sapne leya roz subh uth jata hu ;

kuch door aur bs chalna hai khud ko yah batlaata hu ;

likhta hu mai jab bhe kuch hu dhundhta un jawabo ko;

jinka katheen sawalo na badla mere khaboo ko ;

likta likhta jab thak jata hu tb ek he jawab mai pata hu ;

kami kahe baki hai shayad khud ko yah samjhata hu ;

to kr mehnat aur cheen la khusiya apni baghee kismat sa;

krna kya he fakr hai uss pr jo mila kisi ke rehmat sa......