Dil baith gaya hai, Soya toh nehi
Malaal hogaye phirbhi, Roya toh nehi
Kisi aur ko muddat samjhaay na saake,
Aab aur na aise hum guzara kar saake
Ye behchayni aab hum seh na saake,
Sabar ke iss imtihaan mein ae dost,
Akhir taak hum Khaare na utar saake