Har cheez mein behtareen dhoondne waala,
Kabhi khud behtar banna chahta tha
Numaaishen zindagi ki to dekho,
Aaj woh bhi kahin ka na raha.