Bada alag hai gum ho jana jab
Na malum ho talasana kya hai
Bada alag hai kai rashto ka mushafir
Ho jana sirf ek rashte ki talash mein
Talash jisne kai rashto per
Chalaya,rulaya milaya sikhaye
Sikhaye jindagi ke kai andaj mein
Ussi andaj mein hum gum ho gye
Jindagi ke rashto ke talash mein