Wo kalpana nahi to kya tha,
Aya that ek rajkumar thamne hame
Pyar ki ek duniya basane
Magar bhool bethe hum
ki aya tha wo rajkumar kalpana mein hamare.
Jise socha tha hakekat hamne,
jise socha tha mohabaat hamne,
hum na jane kyu kar bethe ye bhool,
dil de bethe us kalpana ko hum.
Kyu dil de bethe us kalpana ko hum,
muhobaat to shayad us kalpana ne bhi ke humse,
muhobaat ke bhavar mein hum dono the dube,
lekin shayad us bhavar mein the sirf hum dube.
Humne to socha tha muhobaat ka bhavar hai,
lekin hum kya janate the ke,
muhobaat ka bhavar kabhi hakekat na ho sakta hai.
Wo kalpana nahi to kya tha,
aya tha ek rajkumar shayad thamne hame....