<span;>Is mookam tak pohochne ke lie jaane kitni marayi hai....
<span;>Baap ka aashirwad or maa ki dua bhi shayad kaam aayi hai....
<span;>Hamare sapno ko badha dia....
<span;>Armano ko aasman pe chadha dia...
<span;>Saale 8 examo ne pure saal mehnat karayi hai....
<span;>Zindagi ka ye kesa mod aagya....
<span;>Parivar, paise or ghar ka kandho pe load aagya.....
<span;>Sambhal paunga ya nahi kabhi khud pe itna vishvas nahi hua.....
<span;>Itne bade kab hogaye, ye ehsaas nahi hua....
<span;>Fail hogaye to log bolenge mehnat kacchi hogi...
<span;>Pass hogaye to vahi log aake bolenge kismat achi hogi....
-
Author:
Freewriter (Pseudonym) (
Offline)
- Published: February 1st, 2022 13:54
- Category: Short story
- Views: 10
To be able to comment and rate this poem, you must be registered. Register here or if you are already registered, login here.