...
Naamon ki fehrist me, ek naam bhi hai aisa,
Ki ulajhti neendon me, khushnuma khaab ke jaisa,
Ki aaye jo zehan me, to muskaan bhi aa jaye,
Ki guzarna mushkilon se, kuch aasaan bhi ho jaye,
Ki naam jo hontho pe ho, ek khumaar bhi ho jaye,
Gar bas gaya Dil me jo, to pyaar bhi ho jaye...
- Author: Sameer ( Offline)
- Published: August 11th, 2022 00:20
- Category: Letter
- Views: 5
To be able to comment and rate this poem, you must be registered. Register here or if you are already registered, login here.