"haan mohabbat hai"

Sameer

...

Na milna hi gar mohabbat hai, to haan mohabbat hai,

Mil kar bichhadna bhi mohabbat hai, to haan mohabbat hai,

Yaad me unke rona, phir dil ke sirhaane bhigona, ye rona bhi koi rona hai,

Unki in yaadon se bhi, haan mohabbat hai,

Gar is baat pe rooth jaye, ke paas kyu nahi,

Kya Ye ruthna bhi mohabbat hai? Haan ye mohabbat hai,

Unhe paane ki khwahish lagi hai zor se aa kar mujhe,

zakhmi dil bhi,

main bhi,

jazbaat bhi,

ye zakhm bhi keh raha,

haan ye mohabbat hai...

Haan ye mohabbat hai...

...

  • Author: Sameer (Offline Offline)
  • Published: September 23rd, 2022 06:42
  • Category: Love
  • Views: 12
Get a free collection of Classic Poetry ↓

Receive the ebook in seconds 50 poems from 50 different authors


Comments1

  • Your_dreams

    Good luck Phir tohπŸ˜‚πŸ˜‚πŸ˜‚



To be able to comment and rate this poem, you must be registered. Register here or if you are already registered, login here.