ishare muhabbat ke

Usafiya gazals





kya samajhte ho tum ishare

dil tadap raha hai mera matlab batao iska....

aankhein roti hain honth haste hain

aisa kyon hota hai matlab batao iska....

mera badan kyon jalta hai

ye bukhar mere ghar mein kyon palne lagta hai,

mera dil kyon mujh hi ko khalne lagta hai

aag kyon lag jati hai har raat ye matlab batao iska....

tumhe muhabbat bhi hai or tagaful bhi nahi

ye khamoshi kyon matlab batao iska....

aaj kal sath chalte ho badi muhabbat ke sath

jab hath chod diya to ab ye takalluf usafiya kyon matlab batao iska....

  • Author: usafiya (Pseudonym) (Offline Offline)
  • Published: June 4th, 2023 17:56
  • Category: Unclassified
  • Views: 1
Get a free collection of Classic Poetry ↓

Receive the ebook in seconds 50 poems from 50 different authors


Comments1



To be able to comment and rate this poem, you must be registered. Register here or if you are already registered, login here.