Kahi toh khoya hai,
Raat bhar roya bhi hai,
If you are fine toh kyu raat bhar soya nahi,
Roz ki kahani batane kyu chhat par aaya nahi?
Maana gale se laga nah paunga,
Aashu bhi tere pochne nah aaunga,
Aur shayad kuch keh bhi nah paunga.
Ha bas aasma ka ek taara hu mai,
Par tune kaha tha tere jeene ka Sahara hu mai?
Ha Teri hi kahaniyo ke intezaar mai baitha hu mai,
Ek baar mil pau tuje isi aas mei toh aasma se tuta hu mai.
- Author: Meera Mere (Pseudonym) ( Offline)
- Published: October 1st, 2024 08:14
- Comment from author about the poem: If the stars I talk to everyday could talk maybe this is what they would say??
- Category: Reflection
- Views: 15
- Users favorite of this poem: Meera Mere
Comments1
achchha likho, emem.
Trying 😅
To be able to comment and rate this poem, you must be registered. Register here or if you are already registered, login here.