Humse toh soya nehi jaaye, roya bhi nehi jaaye
Bata do humein ki jaaye toh phir kaha jaaye?
Kisiko ye dard samjha na paaye. Jo bhi paaye, kya khub paaye!
Nakamiya hazaro mili par sukun? Sukun kabhi na iss dil ko aaye
Kitne aaye thhe, aur kitne chale bhi gaaye,
Par gaaye jo Woh ekbar, yaadein unke baar-baar tarsaaye.
Kuch baat thi, andaaz thi, kuch toh tha jadui si tum'me
Aise hi nehi dil lubhana, meri jaan baasti hai uss'me
- Author: Lheom (Pseudonym) ( Offline)
- Published: December 14th, 2024 09:18
- Category: Reflection
- Views: 12
Comments1
Love it
To be able to comment and rate this poem, you must be registered. Register here or if you are already registered, login here.